Tuesday, April 19, 2011
Ibn-e-Aadam ke Qadam Qayamat ke Din Apne RABB ke Pas se Us waqt tak nahi hatenge ke Jab tak Wo in 5 Sawalon ke Jawab na dega
Hazrat Ibn-e-Masaood (R.A) se Riwayat hey ke Nabi Kareem (S.A.W.W) ne Irshaad Farmaya:
Ibn-e-Aadam ke Qadam Qayamat ke Din Apne RABB ke Pas se Us waqt tak nahi hatenge ke Jab tak Wo in 5 Sawalon ke Jawab na dega!
1. Umar Uski kis (Kaam) me Sarf ki?
2. Jawani kis (Kaam) me Kharch ki?
3. Maal kahan se kamaya?
4. (Maal ko) Kis Kaam me lgaya?
5. Kya Amal kia Apne ilm mein se?
Ref:
JAAMEA TARMIZI SHAREEF,
JILD#2,
PAGE#72.
Labels:
Hadees (Urdu),
Life Of Muslim
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.