Friday, August 26, 2011
Mah-E-Ramadan Bas Alvida Hai
~♥~Alvida Alvida Alvida Hai,~♥~
~♥~Mah-E-Ramadan bas alvida hai.~♥~
Dil teray aanay say motbar thay,
Noor mein dubay shaam o sehar they.
Teray janay say dil ro raha hai,
Mah-e-Ramadan bas alvada hai.
Sehri iftar qir’at tarawi,
Aur azaan e namazein o tasbeeh.
Yeh saman noori tujh say mila hai,
Mah-E-Ramadan bas alvada hai.
Rehmatoon ka tu pegham laya,
barkatoon ka tu inaam laya.
Rutba aala o afzal tera hai,
Mah-E-Ramadan bas alvida hai.
Jaam rehmat kay tunay pilaye,
Gul muradoon kay tuney khilaye.
Tu juda hum say ab ho raha hai,
Mah-E-Ramadan bas alvida hai.
Humko baykal tu paye ga kab tak,
Agar rahe zinda aglay baras tak.
Phir milein gay jo huqmay khuda hai
Mah-E-Ramadan bas alwada hai.
Chal diya hai tu jo Rab ki janib,
Ahl e Imaan kay purnam hain Qalib.
Qalb e Ishrat bhi gham say bhara hai,
Mah-E-Ramadan bas alwada hai
Alvida Alvida Alvida Hai,
Mah-e-Ramadan Alvida Alvida Mah-E-Ramadan......♥♥♥
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
ماہ رمضان کا بابرکت مہینہ آپ کو مبارک ہو۔ اس ماہ میں عبادت کے ساتھ ہمارے لئے بھی دعا خاص کیجئے گا http://tehreemtariq.wordpress.com/ آپ کو رمضان سے متعلق کافی معلومات یہاں دستیاب ہوں گی
ReplyDeleteGreat post i bookmark your site for further information. zakat calculator
ReplyDeleteRamadan is the month of victories, many battles were fought
ReplyDeleteOn this blessed month, May Allah grant victory
To our brothers around the world
Ramadan 2014 Quotes